ayatul kursi ki fazilat in urdu
ayatul kursi ki fazilat
fazilat of ayatul kursi
ayatul kursi ki fazeelat
ayatul kursi ki fazilat urdu
ayatul kursi fazilat.
jo shakhs 1 baar ayatul kursi parhta he ALLAH TA’ALA farishton ko hukum dete hen ke jao mere bande ki hifazat karo.jab banda 3 baar ayatul kursi parhta he to ALLAH TA’ALA farmate hen farishton se ke wapis aao ab men khud apne bande ki hifazat karonga.
SUBHAAN ALLAH
1; jo shakhs har namaz ke baad ayatul kursi parhta he use jannat men jane se sirf mot roke rakhti he.
2; wazu ke baad ayatul kursi parhne se 70 darje buland hote hen.
3; har farz namaz ke baad ayatul kursi parhne se bande ka 1 paon zameen par aur doosra jannat men hoga.
4; agar koi shakhs ghar se nikalte waqt ayatul kursi parhe ga to 70,000 farishte har taraf se iski hifazat karenge.
5; ghar men daakhil hote waqt ayatul kursi parhega to mohtaji se door ho jaeyga.
6; agar raat ko sote waqt ayatul kursi parhoge to 1 farishta sari raat aapki hifazat karega.
7; jis maal ya aulad par ayatul kursi parh kar dam kiya jaey to shetan us maal ya aulad ke qareeb bhi nahi jaey ga.
8; jo shakhs musibat ke waqt ayatul kursi parhega ALLAH TA’ALA uski faryad zarur sune ge.