aakhon ki jalan khatam karne liye 10 tips in urdu

aakhon ki jalan khatam karne liye 10 tips in urdu 1

aakhon ki jalan khatam karne liye 10 tips in urdu

aakhon ki jalan khatam karne liye 10 tips in urdu
                                            aankhon ki jalan khatam karne ke upay in hindi
                                                     aankhon ki roshni badhane ke upay
                                                       aankhon ke liye gharelu nuskhe.

1;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye din men 5 baar aankhon ko thande pani se dhone ki aadat dalen yani wazu ke zarye.is se aankhon ki safai bhi hoti he.

2;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye ache aur mayari surme ka ustemal raat ko sote waqt karen.

3;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye arq-e-gulab ke pani ka istemal din men 3 se 4 baar karen yani aankhon men 3,3 drop dalen.

4;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye aankhon par 15 mint ke liye kheera kaat kar rakhen.

5;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye papite ko kaat kar aankhon par rakhen.

6;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye aalu ko kaat kar aankhon par rakhen.

7;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye jab bhi ghar se baher nikle glasses ka istemal zarur karen.

8;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye tv aur computer ko boht qareeb se na dekhen.

9;  aankhon ki jalan khatam karne ke liye gajar ka istemal zyada karen gajar ka juice piyen.

10; aankhon ki jalan khatam karne ke liye naryal khaen aur naryal ka pani piyen.

Leave a Comment