aakhon ki jalan khatam karne liye 10 tips in urdu
aankhon ki jalan khatam karne ke upay in hindi
aankhon ki roshni badhane ke upay
aankhon ke liye gharelu nuskhe.
1; aankhon ki jalan khatam karne ke liye din men 5 baar aankhon ko thande pani se dhone ki aadat dalen yani wazu ke zarye.is se aankhon ki safai bhi hoti he.
2; aankhon ki jalan khatam karne ke liye ache aur mayari surme ka ustemal raat ko sote waqt karen.
3; aankhon ki jalan khatam karne ke liye arq-e-gulab ke pani ka istemal din men 3 se 4 baar karen yani aankhon men 3,3 drop dalen.
4; aankhon ki jalan khatam karne ke liye aankhon par 15 mint ke liye kheera kaat kar rakhen.
5; aankhon ki jalan khatam karne ke liye papite ko kaat kar aankhon par rakhen.
6; aankhon ki jalan khatam karne ke liye aalu ko kaat kar aankhon par rakhen.
7; aankhon ki jalan khatam karne ke liye jab bhi ghar se baher nikle glasses ka istemal zarur karen.
8; aankhon ki jalan khatam karne ke liye tv aur computer ko boht qareeb se na dekhen.
9; aankhon ki jalan khatam karne ke liye gajar ka istemal zyada karen gajar ka juice piyen.
10; aankhon ki jalan khatam karne ke liye naryal khaen aur naryal ka pani piyen.
Related