Zubaida Apa ka totkay in urdu

Zubaida Apa ka totkay in urdu

Zubaida Apa ka totkay in urdu 1

Safed Kapron par Daag:

Agar safed kapron par daag lag aje to, corn flour laga kar 10 minute tak chorden. Phir hath se ise hatakar is mai namak aur leemu lagakar 2 3 dafa kapre par malen, phir dhoop mai 5 minutr ke liye rakh den, phir washing powder se dholen. Daagh saaf hojaenge.

Zubaida Apa ka totkay in urdu 2

Jism ki kharish ke liye totka:

Agar jism mai kharish hoti ho to sab se behter ye hai ke neem ke patte ubaal kar is pani se nahaen is ke baad jahan jahan kharish ho wahan corn flour ko powder ki tarha lagaen.

Zubaida Apa ka totkay in urdu 3

Zubaida Apa ka totka:

Thore se pani mai sirka milakar sabzi mai chirak den, sabzi der tak taza rahegi, sabzi par pani chirak kar kaaghaz mai lapet kar rakhne se bhi wo der tak taza rehti hai.

Next Article: Hara dhania ke faide in urdu

Leave a Comment