Ramzan ki Fazilat aur Iski Barkaton ka Asar

Ramzan ki Fazilat aur Iski Barkaton ka Asar

Ramadan ki fazilat, ehmiyat aur barkaat ko koi bhi tol nahi sakta kiun ke laa mehdood hai. Hazrat Abu Hurairah R.A kya kehte hain neeche janiye. 

ramzan ke fazail

Importance of Ramadan in Urdu and Hindi:

Hazrat Abu Hurairah R.A se marwi hai ke aanhazrat Peace Be Upon Him ne irshad farmaya: “Jab Ramzan ka mahina dakhil hota hai to aasman ke darwaze (ek aur riwayat mai hai jannat ke darwaze aur ek aur riwayat mai hai kay rehmat ke darwaze) khol diye jate hain aur shaitano ko zanjeeren pehnadi jati hain”.

(Muslim aur Bukhari ki Hadees)

Ramadan fazilat

Ramadan in hadees

Leave a Comment