Naaf ke Dard ka Gharelu Nuskha

Naaf ke Dard ka Gharelu Nuskha

naaf ka desi ilaj

Naaf Problem Solution in Urdu: (Naaf Talne ka Amal)

Naaf ka dard ek aam masla banta jaraha hai. Naaf ka dard kisi ko bhi hosakta hai doran e masroofiyat ap ko ye dard mehsoos nahi hoga. Magar jab aram karne lagenge to ye dard apko sukoon Nahi lene dega. Ap be had takleef mehsoos karenge. Ise naaf ka utar jana ya utarna kehte hain.

Ilaj:

Khana khane ke 2 ghante baad ek maasha mooli ke beejon ko ek glass taaza pani ke saath khalen. Ek baar ke istemal se hi naaf ke dard se nijaat haasil hojaegi aur agar ap is amal ko 10 din tak dohraeinge to naaf ke dard se mukammal raahat mil jaegi.

Note: Is amal ko haamla hone ki soorat mai bilkul bhi na aazmaen balke doctor se rujoo karen.

Leave a Comment