15 health benefits and uses of Apple in urdu and hindi

15 health benefits and uses of Apple in urdu and hindi

health benefits and uses of Apple in urdu and hindi health benefits and uses of Apple in urdu and hindi health benefits and uses of Apple in urdu and hindi health benefits and uses of Apple in urdu and hindi

Saib kay faide (Apple benefits in urdu):

1 – Saib(Apple) koshish kar kay chehre par 10 minute lagaiye. Is se jild mai chamak aur khubsurti paida hoti hai.
2 – Saib(Apple) chehre ka rang nikharta hai aur ye khoon mai surkh seal paida karta hai.
3 – Agar rozana do saib(Apple) khakar ek pao doodh subah nihar mun pia jae to 6 hafto mai insani sehat qabil-e-rashk hojati hai.
4 – Raat ko sote waqt 3 saib(Apple) khana qabz kasha asar rakhta hai.
5 – Dimaghi kam karne walo kay saib(Apple) qudrat ka ek tohfa hai.
6 – Saib(Apple) ka murabba bhook barhane kay liye ek behtreen nuskha hai.
7 – Chehre ka rang nikharta hai. Ma’ada ko taqat deta hai.
8 – Kamzor mareezon ko be had faida deta hai.
9 – Saib(Apple) dil ko shagufta aur dimagh ko tar-o-taza banata hai. Is waja se pareshani wagera ki soorat mai insani jism mai quwat mada’afat barhata hai.
10 – Saib ki chilko ki chae mai agar leemu aur shehed ka izafa karlia jae petchis aur bukhar ki kamzoriyon ko door karta hai.
11 – Saib(Apple) danton ko mazboot karta hai.Is kay ajza danton aur masoorhon mai jazb hokar inhen mazboot hone mai madad karte hain.
12 – Bache ki paidaish se pehle agar saib(Apple) ka sahi istemal kia jae to bacha khoobsurat paida hota hai aur haamla aurat mukhtalif beemariyon se mehfooz rehti hai.
13 – Agar bache ko saib(Apple) ki kashe tarash kar di jae aur bacha isko chaba kar khae to is kay dant ba asani ajate hain.
14 – Saib(Apple) ko khoob chaba kar khana chahiye ta kay is kay mufeed ajza danton aur masoorhon ko mazboot karen.
15 – Saib(Apple) kay musalsal istemal se badan mai phurti aur jism mai chusti ati hai.
Saib kay juice Apple juice, Saib ka murabba kay istemal aur is kay faide benefits.

سیب کے ١٥ حیرت انگیز فوائد

١ – سیب کوشش کر کے چہرے پر دس منٹ لگائیے . اس سے جلد میں چمک اور خوبصورتی پیدا ہوتی ہے
٢ – سیب چہرے کا رنگ نکھارتا ہے . یہ خون میں سرخ سیل پیدا کرتا ہے
٣ – اگر روزانہ دو سیب کھا کر ایک پاؤ دودھ صبح نہار منہ پیا جاۓ تو چھ ہفتوں میں انسانی صحت قابل رشک ہوجاتی ہے
٤ – رات کو سوتے وقت تین سیب کھانا قبض کشا اثر رکھتا ہے
٥ – دماغی کام کرنے والوں کے لئے سیب قدرت کا ایک تحفہ
  
٦ – سیب کا مربّہ بھوک بڑھانے کے لئے بہترین نسخہ ہے
٧ – چہرے کا رنگ نکھارتا ہے . معدہ کو طاقت دیتا ہے
٨ – کمزور مریضوں کو بے حد فائدہ دیتا ہے
٩ – سیب دل کو شگفتہ اور دماغ کو تروتازہ کرتا ہے اس وجہ سے پریشانی وغیرہ کی صورت میں انسانی جسم میں قوت مدافعت بڑھاتا ہے
١٠ – سیب کی چھلکوں کی چاۓ میں اگر لیموں اور شہد کا اضافہ کرلیا جاۓ تو پیچش اور بخار کی کمزوریوں کو دور کرتا ہے
١١ – سیب دانتوں کو مضبوط کرتا ہے . اس کے اجزا دانتوں اور مسوڑھوں میں جذب ہوکر انہیں مضبوط بنانے میں مدد کرتے ہیں  
١٢ – بچے کی پیدائش سے پہلے اگر سیب کا صحیح استعمال کیا جاۓ تو بچا خوبصورت پیدا ہوتا ہے . اور حاملہ عورت مختلف بیماریوں سے محفوظ رہتی ہے
١٣ – اگر بچے کو سیب کی کاشے تراش کر دی جاۓ اور بچا اسکو چبا کر کھاۓ تو اس کے دانت با آسانی آجاتے ہیں
١٤ – سیب کو خوب چبا چبا کھانا چاہیے تا کہ اس کے مفید اجزاء دانتوں اور مسوڑھوں کو مضبوط کریں
١٥ – سیب کو مسلسل استعمال سے بدن میں پھرتی اور جسم میں چستی آتی ہے

 

Leave a Comment